Kaho Tou Lout Chaltay Hain
Mera daman ulajhta hai
Tumhara piyar seen…ay main
Kahin ab bhi dharakhta hai
Hawa ab bhi mawaqif hia
Humaray saath chaltii hia
Usay kehna…!!
Judai ka abhi mousam nahi aaya
Mohab’bat ki kahani main
Kahin par ghum nhai aaya
Magar sub kuch badalnay main
Bhala kai dair lagti hai
Naya sooraj nikalnay main
Bhala kai dair lagtii hai
Usay kehna!!
Woh jaldii faisla kar lay
Naiee rastoon pay chalnay main
Bhala kia dair lagtii ha
“Mohabat main koi sazaa day raha hai”
Mohabat main koi sazaa day raha haiMujhay khatm kernay ki thani hay uss nay
Main khush hoon woh sharf-e-qaza day raha hayKater ker meray bal-o-par keh raha tha
Khuli her taraf yeh fizaa day raha hayJo maqtal main ham nay jh…ukaya th sar ko
Woh samjha Adab-e-raza day raha hayBesabab chor diya tummy koi ILzam dia hota”
Besabab chor diya tummy koi ILzam dia hota.Main mar Q na gaya teri Narazagi sy pehly,
Mujhy chorna tha to koi Laqb-E-Budnaam dya hota,Main Umar bhar k liye nahi kehta k mera 7 dedo,
Bs jine ko koi dilasa kisi Sham diya hota,Tumhain pane ki talab mei kitna roya dil e Muztar…,
Rat bhar jagny ki ibadat ka koi INA’AM diya hota,.
